Product Name | Jio Media Cable |
---|---|
Price | Rs 1,499 |
Launch Date | February 2019 (Expected) |
Availability | Offline Jio Stores, Online Jio Website, and other eCommerce websites link Amazon, Flipkart, Paytm mall, snapdeal |
Adapter Ports | USB + HDMI, USB + RCA |
CRT Television support | Yes |
LCD / LED Television support | Yes |
Cable Type | Wired |
Cable length | 40 cm or 400 mm |
Jio Media Box | One Jio adapter, wired cable, manual |
Variants | First variant – HDMI Second variant – RCA |
Variant Box Color | HDMI Variant – Red RCA variant – Blue |
Box code | HDMI Variant – M533 RCA variant – M532 |
Jio cable kya hai Or isse TV Se Kaise connect Kare. Market Mein 2 JIO Media cable Aane Wale Hain Ek hai blue colour wala or ek hai red wala . Agar blue Wale Ki baat kare to wo hai RCB wali aur jo raid hai wo HDMI wali. Agar red Wale Ko open Kare to usme ek adapter or power cable milega Jo usse charge karega. Adapter ke Upar Se USB se phone connect Hoga or adapter ke side mein uska power charging slot hoga jaha se wo charge hoga. Aur oos adapter Ke nicha HDMI port hoga jo aapke TV se connect hoga.agar blue wale ki baat kare to usme bhi 1 adapter hoga Lekin Uske Neeche RCA pins port hoga Jo TV ki OTG mein 3 pins hoti Hai Vo usse connect hai.
Connection Tip
Agar aap ki TV badi hai to aapko RCB wala used karna chahiye Taki 3 pin se phone connect ho jaye. Lekin Agar aapka TV LCD hai To apko to aapko HDMI slot adapter ka use karna chahiye.
Connect Kaise Kare
Aapko sabse Pehle HDMI port ko adapter main connect karna hai phir side mein charging pin se connect karna hai. Phir Uske Neeche USB se Apna jio phone connect karna hai phone mein jio ki sim hona zaroori hai. Lagaane Ke Baad Jab aap koi bhi vaire nahi lagayenge To screen par SET ME UP likha ayega aur Jaise hai aap adapter key USB wire Apne phone se connect ho jaye to screen parr READY TO CAST likha a jaye ga . Uske Aa Jane Ke Baad aapko Apne jio phone mein my jio TV app open karni hai. Isme agar aap koi bhi channel open Karte Hain to vo channel cast hona shuru ho jaye ga.
Jio media cable ke fayde
1. Jio media cable ke hone se phone ki chotthi screen se T.V ki badi screen par hum koi bhi channel dekh sakte hai.
2. Dish recharge krvane ki jaroorat nahi hoti JIO sim me hi recharge ho jata hai or hum koi bhi channel cast kar sakte hai.
3. Jio media cable sasti bhai hai or budget me bhi ati hai.
4. Is se done poerts ko T.V or LCD dono se connect kiya ja sakta hai. BUT HDMI CONNECT TO LCD AND RCB CONNECT TO T.V.
5. Isse T.V ya LCD se connect karne me jyada time bhi nahi lgta.
6. Isse connect karna aasan hai.
Jio media cable ke nuksaan.
[ads]
1. Jio media cable ko sirf JIO PHONE se hi connect kiya ja sakta hai.
2. Phone me jio sim ka hona jroori hai.
3. Jio media cable vaire less nahi hai.
4. HDMI OR RCB port me T.V ya LCD ka conection krte hue oosme charging plug bhi connect karna padta hai.or niche USB se phone connect karna padta hai .Asa karne se
Ek hi adapter me 3 vairs ka conection ho jaye ga.
5. HDMI port sirf LCD pr hi chle ga Bade wale T.V pr nahi
6. RCB port sirf T.V pr hi chle ga LCD pr nahi.
7. Isse istmaal krte time adapter charge hota rhae ga lekin phone ki bettri low ho sakti hai Jo ki ek problem hai.